![]() Title : Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga Album : Samandar Maen Samandar, Vol. 59 Genre : Hindi/Urdu-Song Singer : Nusrat Fateh Ali Khan |
Continue For Audio Album Download Video Lyrics »
Lyrics - Thoughts in the World |
---|
Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga
Samandar Ko Samandar Main Sahara Kaun De Ga
Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga
Mere Chehray Ko Chehra Kab Inayat Karrahe Ho
Tumhain Mere Siwa Chehra, Tumhara Kaun De Ga
Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga
Mohabbat Neela Muasam Ban Ke Aa Jayegi Ik Din
Gulabi Titliyon Ko Phir Sahara Kaun De Ga
Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga
Meri Aawaz Main Awaz Kiss Ki Bolti Hai
Mere Geeton Ko Geeton Ka Kinara Kaun De Ga
Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga
Badan Main Aik Sehra Jal Raha Hai Bujh Raha Hai
Mere Daryaaon Ko Qaisar Ishara Kaun De Ga
Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga
Samandar Ko Samandar Main Sahara Kaun De Ga
Meri Aankhon Ko Aankhon Ka Kinara Kaun De Ga
The Legend USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN SAHIB |
---|