Home
His Life
Unforgettable Nusrat Sahib
The Voice that Called Out for Love & Peace
A Man Called Qawwali
Singing Buddha in Japan
Shahen-Shah The Spirit of Nusrat Fateh Ali Khan
NFAK's Music In Therapy/Treatment & Child Birth
Nusrat : A Voice From Heaven
Tribute
Tribute - Quotes
Be A Fan for Tribute
Story
Story/Article
Lyrics
Geets/Ghazals/Songs Lyrics + Translation
MP3
Listen Online Music
Listen Online Remix
Video
Videos
Remix
Tributes
Interviews
Rare
Youtube Channel
Albums
Albums - [A-Z]
Anniversary
Birth-Anniversary
Death-Anniversary
Gallery
Gallery
Movies
Nusrat : A Voice from Heaven
Login
User-Login
Register New User
Downloads
MP3 | Remix
Contact
Contact Me
Send Feedback
The King of Music [1948-1997]
N
usratSahib
.
C
om
NUSRAT FATEH ALI KHAN
His Life, Lyrics, Albums, MP3, Videos, Interviews, Live Concert, Anniversay, Books, Fan Quotes
Unforgettable Nusrat Fateh Ali Khan Sahib
The Voice that Called Out for Love & Peace
A Man Called Qawwali Nusrat Fateh Ali Khan
Singing Buddha in Japan Nusrat Fateh Ali Khan
Shahen-Shah The Spirit of Nusrat Sahib
Nusrat: A Voice From Heaven NusratSahib.Com
Nusrat's Music In Treatment & Child Birth
!doctype>
Hum Apni Sham Ko Jab Nazre Jaam Karte Hain Lyrics Nusrat Fateh Ali Khan [NusratSahib.Com]
Watch Online
Listen Online
Back
Listen Online
Lyrics - Thoughts in the World
Dekh kar aap ki jawaani ko aarzu e sharaab hoti hai
Roz tauba ko todta hoon main roz niyat kharaab hoti hai
Saaki ke gesuon ki hawa khaa raha hoon main
Aur iss hawa ke saath uda jaa raha hoon main
Eh wahshat e khayaal nateeja tere supurd
Saagar ko qayanaat se takra rahah hoon main
Jaata hoon bazm e hashar main is bedili ke saath
Jaise kisi raqeeb ke ghar jaa rahah hoon main
Dair o haram ki gard bahut door reh gayi
Shayad ke maikade ke kareeb aa raha hoon main
Mujhse bhi saada lauh koi hoga e adam
Kasdhan kharaab hone ko phir jaa raha hoon
Aapke waaste gunah sahi hum piyein toh sawaab banti hai
Sau ghamon ko nichorne ke baad ek qatra sharaab banti hai
Hum apni shaam ko jab nazre jaam karte hain
Adab se humko sitaare salaam karte hain
Gale lagaate hain dushman ko bhi suroor mein ham
Bahut bure hain magar nek kaam karte hain
Sajayein kyun na ise ye sarai hai dil ki
Yahan haseen musafir kayaam karte hain
Hayaat bech de thode se pyar ke badle
Ye karobaar bhi tere ghulam karte hain
Hamein tu ek nazar se nawaaz le saaki
Ham apne hosh o khirad tere naam karte hain
'Qateel' kitne sukhan saaz hain ye sannate
Sukoot e shab mein jo hamse kalaam karte hain
The Legend USTAD NUSRAT FATEH ALI KHAN SAHIB
« Previous Lyrics
Kar Le Dil Di Safai Lyrics Nusrat Fateh Ali Khan [NusratSahib.Com]
Next Lyrics »
Phiroon Dhoodtha Maikada Tauba Tauba Lyrics Nusrat Fateh Ali Khan [NusratSahib.Com]
Comments - NusratSahib.Com
Facebook Comments
Open Comments
Comment Box
is loading comments...