Listen Online - A Voice From Heaven | |
Watch Online - The Music Plays Without Limit | |
Lyrics - Thoughts in the Worlds |
Aa Piya In Nainan Mein,Jo Palk Dhamp Tohe Loon
Naan Mein Dekhoon Gair Ko, Naan Mein Tohe Dekhan Doon
-------------------------------------------------------
आ पिया इन नैनन में, जो पलक धमप तोहे लू
ना मैं देखु गैर को , ना तोहे देखन दू
-------------------------------------------------------
Khusrau Rain Suhaag Ki, Jo Main Jaagi Pi Ke Sang,
Tann Mora Man Piya Ka, Jo Dono Ek Hi Rang.
-------------------------------------------------------
खुसरौ रैन सुहाग की, जो मैं जागी पी के संग,
तन मोरा मन पिय का, जो दोनों एक ही रंग.
-------------------------------------------------------
Khusrau Dariya Prem Ka, Jo Ulti Waah Ki Dhaar,
Jo Ubhra, So Doob Gaya, Jo Dooba So Paar.
-------------------------------------------------------
खुसरौ दरिया प्रेम का, जो उलटी वः की धार,
जो उभरा, सो डूब गया, जो डूबा सो पार.
-------------------------------------------------------
Apni Chab Banaai Ke, Jo Main Pi Ke Paas Gayi,
Chab Dekhi Jab Piya Ki, Mohey Apni Bhool Gayi.
-------------------------------------------------------
अपनी छब बनाय के, जो मैं पी के पास गयी,
छब देखि जब पिया की, मोहे अपनी भूल गयी.
-------------------------------------------------------
Chaap Tilak Sab Cheeni Re, Moh Se Naina Milayke

चाप तिलक सब छीनी रे, मोह से नैना मिलायके

Moh Se Naina Milayee Ke…
Chaap Tilak Sab Cheeni Re, Moh Se Naina Milayke
Chaap Tilak Sab Cheeni Re, Moh Se Naina Milayke
Baat Agham Keh Deeni Re Moh Se Naina Milayke.
-------------------------------------------------------
चाप तिलक सब छीनी रे, मोह से नैना मिलायके
बात अघम केह दीनी रे मोह से नैना मिलायके.
-------------------------------------------------------
Bal Bal Jaaun Main, Tore Rang Rejava,
Bal Bal Jaaun Main….
Bal Bal Jaaun Main….
Aisi rang do ke rang naahin chhutey, Dhobiya dhoye chaahe saari umariya
Bal bal jaaun main….
Bal bal jaaun main….
Bal bal jaaun main, tore rang rejava,
Apni si rang deeni re, moh se naina milayke.
Prem bhati ka madhva pilayke
Pa ni sag a ma ga sa…(ragas by Khan saab)
Prem bhati ka madhva pilayke,
Matwari kar deeni re, moh se naina milayke.
-------------------------------------------------------
प्रेम भक्ति का मध्व पिलायके,
मतवारी कर दीनी रे, मोह से नैना मिलायके.
-------------------------------------------------------
Gori gori gori baiyaan, hari hari chudiyaan,
Bahiyaan pakad har leeni re, moh se naina milayke.
Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Har qaum raast raahay, deen-e wa qibla gaahay,
Mun qibla raast kardam, bar samt kajkulaahay.
Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Khusrau Nizaam ke bal bal jaiyaaan …
Mohe suhagan keeni re, moh se naina milayke
Bahut Kathin hai dagar panghat ki,
Kaisay main bhar laaun madhva say matki?
Khwaja Nijaamoddin, Khwaja Nijaamoddin,
Laaj rakho moray ghoonghat pat ki.